|
Meri Nazron ko tera intzaar aaj bi hai
Meri Nazron ko tera intzaar aaj bi hai
Deeye jalao ki jashn-ne bahaar aaj bhi hai
gulon mein vahi badey nau-bahar bhi hai
chale jo aao to husn-ae bahar aaj bhi hai
Khyal aapko aaya nahin zamaane se
Khyal aapko aaya nahin zamaane se
koi kapas mein bada be-kraar aaj bhi hai
Gayee bahaar ne dard baante they
Gayee bahaar ne dard baante they
hamare dil ka chaman so-gawaar aaj bhji hai
Chaandni raat dhal na jae kahin
Chaandni raat dhal na jae kahin
chaand kuchh so-gawaar aaj bhi hai
Jindagi naam nahin phoolon ka
Jindagi naam nahin phoolon ka
wo to kaanton ka haar aaj bhi hai
Wakt ne rooh ke ghaav bhare they 'Rana'
Wakt ne rooh ke ghaav bhare they 'Rana'
dil ke shishe mein baal aaj bhi hai
|